Tasweer Photo Khichane Wale Whatsapp Fb Profile Me Rakhne Wale Wa Banane Wale Khabardar 1

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 JAANDAR KI TASVEER BANANA HARAAM HAI 🥀*



*♦️Urs-e-Huzoor Tajushshariah*
(Razi Allahu Anhu)

*💿 POST 1️⃣*

*Tasweer Photo Khichane Wale Whatsapp Fb Profile Me Rakhne Wale Wa Banane Wale Khabardar*

✏️Hazrat-e-Saeed Bin Abul Hasan (Razi Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Unho Ne Kaha Ki Mai Hazrat-e-Ibne Abbas (Razi Allahu Anhu) Ke Paas Hazir Tha Toh Achanak Ek Aadmi Aaya Aur Kahene Laga Ki,

✏️Aye Ibne Abbas (Razi Allahu Anhu) !
Mai Ek Aisa Aadmi Hu Ki Meri Rozi Ka Zariya Mere Haath Ki Karigiri Hai Aur Woh Yeh Ki Mai Tasveere Banaya Karta Hu....

✏️Hazrat Ibne Abbas (Radi Allahu Anhu) Ne Farmaya Ki,
Mai Tumse Wohi Hadees Bayan Karta Hu Jisko Khud Maine Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Suna Hai Ki,

✏️Jo Shaksh Koi Tasveer Banayega Toh ALLAH Ta'ala Usko Uss Waqt Tak Azaab Deta Rahega Jab Tak Ki Woh Uss Tasveer Me Rooh Na Fhunk De Aur Woh Usme Kabhi Rooh Nahi Fhunk Sakega....

✏️Yeh Woh Aadmi Sakht Laraz Se Kaanpne Laga Aur Uska Chahera Pila Pad Gaya,
Hazrat Ibne Abbas Ne Farmaya Ki,
Tum Par Afsos Hai Agar Tum Tasveer Banana Nahi Chor Sakte Toh Inn Darakht Aur Aisi Cheezon Ki Tasveer Banao Jin Me Rooh Nahi Hai...

*📚 BUKHARI SHARIF*

*🌈 NEXT POST*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जानदार तस्वीर पर सुब्ह़ान अल्लाह माशाअल्लाह कहना कैसा बाज़ लोग वाट्सएप पर या फेसबुक पर अपना

पीर की तस्वीर मकानों में लगाना कैसा है।*

तस्वीर बने हुए कपड़े को पहन कर नमाज़ पढ़ना कैसा है*