Tasweer Banane Wale Sab Se Ziyada Azaab ke Haqdar 2

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 JAANDAAR KI TASVEER BANANA HARAAM HAI 🥀*



*♦️Urs-e-Huzoor Tajushshariah*
(Razi Allahu Anhu)

*💿 POST 2️⃣*

*Tasweer Banane Wale Sab Se Ziyada Azaab ke Haqdar*

✏️Sab Se Ziyada Azaab ALLAH Ke Nazdeek Tasveer Banane Wale Ko Hoga

*📚 Mishkhat Jild:2, Safa:188*

✏️Qyamat Ke Din ALLAH Taala Ki Bargaah Me Sabse Ziyada Sakht Tarin Azaab Unn Tasveer Banane Waalon Per Hai Jo Khuda Ke Banaye Huwe Ki Naql Kare..

*📚 Bukhari Sharif*

✏️Hazrate Abbas (Radiyallahu Taala Anhuma) Ne Farmaya!
Agar Tumhare Liye Aisa Karna Zaroori Ho Jaye Toh Shajar Wa Hajar Jaisi Shaql Banao Jisme Rooh Aur Jaan Na Ho....

*📚 Miskaat Shareef- Babe Tasveer Fasle Awwal*

*🌈NEXT POST*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जानदार तस्वीर पर सुब्ह़ान अल्लाह माशाअल्लाह कहना कैसा बाज़ लोग वाट्सएप पर या फेसबुक पर अपना

पीर की तस्वीर मकानों में लगाना कैसा है।*

तस्वीर बने हुए कपड़े को पहन कर नमाज़ पढ़ना कैसा है*