HARAM HONE PAR CHAND DALEELE 08

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 JAANDAAR KI TASVEER BANANA HARAAM HAI 🥀*



*💿 POST 8️⃣*

*Tasweer ke Haram hone par chand Daleel Mulahiza Farmae*            

✏️Rasoolullah Sallallahu Ta'ala Alaihe Wa Sallam ke Saamne Aap ke Wisaal se pehle Bimari ke Dino mei
Habsha ke ek Girjaghar (Church) mei bani hui Tasweeron ka Zikr kiya to
Aapne Sallallahu Ta'ala
Alaihe Wa Sallam Sar Utha kar Irshad Farmae:
"Ye wo Log hai ke jab in me koi Neik aadmi mar jata to Us ki Qabr par Masjid Bana Lete aur us mei In Tasweeron ko Sajaa dete.
Aisa karne wale Makhlooq mei sab se zyada Bure log hai."

*📚 Sahih Bukhari, Jild 1, Safa 179*
*📚 Sahih Muslim, Jild 1, Safa 201*

*🌈 NEXT POST*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जानदार तस्वीर पर सुब्ह़ान अल्लाह माशाअल्लाह कहना कैसा बाज़ लोग वाट्सएप पर या फेसबुक पर अपना

पीर की तस्वीर मकानों में लगाना कैसा है।*

तस्वीर बने हुए कपड़े को पहन कर नमाज़ पढ़ना कैसा है*