11
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 JAANDAAR KI TASVEER BANANA HARAAM HAI 🥀*
*💿 POST 1️⃣1️⃣*
*Musalamano zara is Hadees ko gaur se padho Rasoolullah Sallallahu Ta'ala Alaihe Sallam kya Farma rahe hai tasweer ka Banana Ab chahe pen pencil se ho ya Camera se Dono se ban to rahi hai tasweer hi dono par Hukm ek hi hai ke ye sirf aur Sirf Haram hai*
✏️Hazrat Abdullah ibne Abbas Radiyallahu Ta'ala Anhu ne kaha ke
Rasool e Karim Sallallahu Ta'ala Alaihe Wa Sallam ko Farmate hue suna ke Aadmi (Jaandaar ki) Tasweer Banaega to
Allah Ta'ala Beshak Use Azaab dega
YAHA tak ki wo Apni Banai hui Tasweer mei Jaan daal de
AUR Ye Haqiqat hai ke wo us me kabhi Jaan nahi Daal dega.
(is liye Azaab ka Mustahiq hoga).
*📚 Bukhari Sharif, Jild 3, Kitab Al-Libaas, Safa 333*
*🌈 NEXT POST*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें